1๏ธโฃ Pan mein butter melt karo aur onions, mushrooms aur sweet corn daal kar high flame par sautรฉ karo jab tak halka soft ho jaye.
2๏ธโฃ Ab ismein salt aur MasterChow Sichuan Chilli Oil add karo aur achhe se mix karke flame off kar do.
3๏ธโฃ Ab stuffing mein fresh coriander aur cream cheese add karke creamy mixture bana lo.
5๏ธโฃ Garam oil mein rolls ko fry karo jab tak ye golden aur crispy na ho jayein.
6๏ธโฃ Upar se thoda extra MasterChow Sichuan Chilli Oil drizzle karo aur garma garam serve karo.